Dard Bhari Shayri
Shab-E-Hizr Ka Jhagda Kya Batain Saheb
Bas Kaam Aa Gayee Apki Duaien Saheb
Diwaar Zindgi Ki Uski Yadon Pe Tiki Hai
Bhool Ke Din Raat Ki Eentein Kyu Girayen Sahib
Mai.N Hosh Mai Hi Nahi Hun Mujhse Na Poocho
Dil Hoga Yahi Kahin Dayein-Bayein Saheb
Dikhne Laga Ab Mujhe Pariyon Ka Huzoom
Aap Aage Se Mere Botal Na Hatayein Saheb
Jo Zahar Zindgi Mout Tak Asaan Kare
Sagar Nahi To Chullu Main Hi Pilayen Saheb
Na Murge,Na Suraj Na Aarti Apni Sahar
Utha De Jab Kowey Karne Lage Kayen Kayen Saheb
Hindu Mulla Ki Dunia Se Nikala Ja Chuka
Aap ‘Janumanu’ Pe Ye Tohmat Na Lagayen Saheb
on February 11th, 2010 at 9:50 pm
मैं चाहता ही नहीं था लाजवाब करना तुम्हे,
वरना जवाब मेरे पास हर सवाल का था.
तुम्हारी जीत से हमे ख़ुशी होती है,
येही जवाब मेरे पास अपनी हार का था.
Main chahta hi nahi tha lajawab karna tumhe,
warna jawab mere paas har sawal ka tha.
Tumhari jeet se hume khushi hoti hai,
yehi jawab mere paas apni haar ka tha.
on September 26th, 2012 at 7:38 pm
BADI MUDAT SE MERE DIL MAIN AIK TASVEER BAITHI HAI,,TERI ZULFOON KI CHAWOON MAIN MERI TAQDEER BAITHI HAI….LONE BILAL….FROM KASHMIR.
on September 26th, 2012 at 7:40 pm
MAIN TU BARBAAD HOON TU APNI ZINDAGI BARBAAD NA KAR,,MAIN TU EK AFSANA HOON TU MUJHE YAAD NA KAR.
on December 9th, 2012 at 2:32 am
Teri Bewafaye mai kuch istarah Barbaad Hogaya,
Har Rah chalta Muje Dekhkr Muskurata Gaya,
Roya mai Boht tha ,kapde b Dang ke na thy,
Humsafr koi nai,mai akela sehta Gaya…(^_^)By:Skystar Manzoor.From Kashmir
on December 9th, 2012 at 2:41 am
Zindagi se koi Shikwa nai Shikayat nai,
Daqdeer mai likhe Kuch Dard Muje mil gaye,
Hum b shayed enka mukabla krte,
Aate Mehboob ki galyun se pathron ko rok lete,
laikn na chodne wale Ansoo khud Beh gaye Mehboob ko Dekhkr.
on March 1st, 2013 at 5:25 pm
kitna bebas hai insaan apni kismat ke aage.
tut jate hai kuwab hakikat ke aage,
jisne kabi jukna na shika ,
vo juck jata hai apni chhat ke aage.
on March 1st, 2013 at 5:31 pm
karke bewafyi hamse kya paoogi
khud ki najro me ek din gir joogi aur jis din chale gi aesas ki aandi mari hi yadoo me toot kar bekhar jawgi.
on March 1st, 2013 at 9:16 pm
mat intezaar kawao humein itna .
ki waqt kefaasle pe afsos ho jaye.
kya pata kal lout ke ao tum.
aur hum sada ke liye khaamosh ho jaye
on March 1st, 2013 at 9:24 pm
tamanna se nahi tanhai se darte hai.
pyaar se nahi rucwai se darte hai.
milne ki chahat to bahot hai par.
milne ke baad judai se darte hai.
on March 1st, 2013 at 9:29 pm
jugnu ko dkhkr muskuraya mat karo.
roshni ki khatir kisi ka dil jalaya mat karo.
sitam karna hai par itna mat karo yaad kar nahi skti.
to yaad aaya na karo
on March 1st, 2013 at 9:48 pm
nazar chahti hai didar karna .
dil chahta hai pyaar karna.
kya batayein is dil ka aalam.
naseeb mein likha hai intezar karna.
on March 29th, 2013 at 4:09 pm
Heq chaman hanrta hai her kali khilti nhi hai
her insan ko her khushi milti nhi hai
m-kumar!
on June 30th, 2013 at 11:04 am
tumhara kya bigara tha jo tum ne torr dala hai,,,
ye tukrey main nahi loonga mujy to dil bana kr do,,,,
on July 5th, 2013 at 2:05 am
Ye Ishq-o-mohabbat Ki Inteha Bhi Ajeeb Hai.
..
Paaya Nahi Jisko Use Khona Nahi Chahte..
..
:..Sanah<3Bilal.
on July 5th, 2013 at 2:09 am
wO eK BaAaT BhoT TaLkh KAhI tHi UsnE..
.
BaAt To yaAd naHI YaaD hAi LeHja UsKa..
;(
S<3B.
on July 5th, 2013 at 2:17 am
Rangish hi sahi dil hi dukhane ke liye aa…
Aa phir se muje chod jaane k liye..
..
Pehle se marasim na sahi phir bhi kabhi.
.Ae Raahate jaan tu dil hi dukhane ke liye aa..
..
Kis Kis ko batayege judai ka sabab ham..
Tu muj se khafa hai to zamane k liye aa..
..
Kuch to mere pindaar-e-mohabbat ka bharam rakh le..
Ye jo Aaakhri shama hai use bujane k liye aa.
..
;(CoMe BaCk To nEveR leT meH GoOo..;(…BBBBBBB
on July 5th, 2013 at 4:43 pm
;(It hUrTs WhEn I cOmE tO KnOw THaT u HaVe TIme buT nOt FoR MeHh…;(
SanaH Bilal.
on July 5th, 2013 at 4:52 pm
UsKi aAnkhoN maI naZaR AaTa HAi sAarA jaHaN mUjKo..
..
AfsOs K uN aaNkhoN Mai KaBhI dekHa NaHi KhuD Ko….
..
..SB…((PoLes ApaRt..)
on July 5th, 2013 at 5:02 pm
SAans rUk ruK KaR Aa rAhI hAI mEri,kUcH nA kUcH bAAt hoNe waLi haI..
..
Ya bHot dOor cHalA gaYa hAi koI,Ya mULaQaaTq hONe waLi hAi..
……s…..B……
on July 5th, 2013 at 5:08 pm
Ham Hi Wafa Shikan The Chalo Ham Hi The Bewafa..
..
Tum To Wafa Shanas The Tum Kyu Badal Gaye….
…
Sss…Bbbbb
on July 9th, 2013 at 12:40 am
Tujhe khone ka Hosla bhi nahi …
.
.Ae Jaaan
Tuje Paane se bhi Darr Lagta hai…
.
on July 9th, 2013 at 12:42 am
;(Mohabbat Haath Mai Pehni Hui Chudi Ki Manand hai..
..
Sanwarti Hai, Khanakti Hai,, Khanak Kar Toot Jaati Hai..;(
on July 9th, 2013 at 12:45 am
SaB kuCh waHi hAi:.
.
..paR kuCh kaMi hAi..
..
TeRi AaHatein Nahi hAi….;(.
.
……Miss you B..
on November 17th, 2013 at 11:05 pm
Har tarah k shikve ko seh lete hai…
zindagi ko yuhi jee lete hai…
mila lete hai hath jinse dosti ka…
un hathon se fir zeher bhi pe lete
hai…! Shahrukh Shah
on November 17th, 2013 at 11:08 pm
pta nahi log meri itni respect kyu
karte hai,
me jab bhi unhe sms bhejta hu to ve
apna sar niche kar ke padhte hai,
bilkul aapki tarah,
uff my crazy fans..jaanu
on December 28th, 2013 at 6:52 am
meray derd ki nisbat soraj se zera milti hi,HASRAT faraq sirf itna hi k ye garrob nai hota…
on December 28th, 2013 at 6:57 am
derd e dil keron main hy dost bayan kaisay, HASRAT kia khaber tujay is soraj main taposh kitni hi
on December 28th, 2013 at 7:12 am
pata mehkhanay ka pouchnay lagay wo ham se HASRAT di awaz kesi ne khara hi mehkhana tumaray samnay..:
on May 16th, 2014 at 3:21 pm
aankhain hon hamari aur aansoo hon tumhary
chahat ho tumhari aur dard hon hamary
mujh sy juda hona chaho gy to bhi nhi ho pao gy
fazi
qk ye dil hai tumhara aur dharkan hai hamari