ham HUSAINI hain HUSAINI mizaz rakhte hain….
Unki nisbat ka taz rakhte hain
har marj ka ilaj rakhte hain..
khauf kya ho yajeediyon ka
ham HUSAINI hain HUSAINI mizaz rakhte hain….
posted by : shaban ahmad
Unki nisbat ka taz rakhte hain
har marj ka ilaj rakhte hain..
khauf kya ho yajeediyon ka
ham HUSAINI hain HUSAINI mizaz rakhte hain….
posted by : shaban ahmad
on October 28th, 2014 at 9:19 am
i like it
on October 28th, 2014 at 10:07 am
Suru kare her cam to pahle bishmillah padhte hai ye chand suraj sitare jishne banaya use Allah kahte hai
on October 10th, 2015 at 7:00 am
Rahber ali
on October 15th, 2015 at 9:17 pm
Hum huasaini mizaz rakhte h
Apni gurbat ki laaj rakhte h
Zer daulat karegi kya humko
Humto thokar pe taj takhte h
(Tayyab khan unnavi)
on October 16th, 2015 at 9:38 am
happy new years
on October 19th, 2015 at 1:36 pm
vill naurasiya post naurasiya dist azamgarh
on October 20th, 2015 at 10:44 pm
Suban Allah
on May 11th, 2016 at 4:14 pm
Hussani ShayariNa pooch merahussain(as) kya hai ?Jahan-e-azme wafa ka paikar,Khrad ka markaz, junoon ka mehwar,Jamal-e-zehra (as), jamal-e-haider (as),Zameer-e-inssan, naseer-e-daawar,Zameen ka dil, asmaan ka yaavar,Dayar-e-sabro reza ka dilbar,Kamal-e-eessar ka payambar,Shaoor-e-aman –o-sukoon ka paykar,Jabeen-e-insaaniyat ka jhoomar,Arab ka sehra, ajam ka zewar,Hussain(as) tasweer-e-ambiya hai,Na pooch merahussain(as) kya hai?Hussain(as) ahl-e-wafa ki bastee,Hussain(as) aayeen-e-haq parsatee,Hussain(as) sidq-o-safa ka saathee,Hussain(as) chashme ana kee mastee,Hussain(as) pesh-az- adam tasawoor,Hussain(as) baad az qayam-e-hastee,Hussain(as) ne zindagee bikheree,Faza se warna qaza barastee,Urooj-e-haft, aasmaan-e- azmat,Hussain(as) kenaqsh-e-pa ki masti,Hussain(as) ko khuld me na dhoondo,Hussain(as) mehnga, hai khuld sastee,Hussain(as) maqsoom-e-deen–o-imaan,Hussain(as) mafhoom-e- “hal ata” hai,Na pooch merahussain(as) kya hai?Hussain(as) dil hai,hussain(as) jaan hai,Hussain(as)quraan kee zaban hai,Hussain(as) irfaan keesaltanathai,Hussain(as) sarkaar –e-do jahan hai,Hussain(as) sajdon kee sar zameen hai,Hussain(as) zahnon ka asmaan hai,Hussain(as) zakhmo bhareejabeenhai ..