Mohabbat Pe Aitbaar Ker Liya Hai
Haan Main Ne Aitbaar Ker Liya Hai
Zameen Se Asmaan Tak Ka Safer
Asaan Nahi Hai
Lakin Main Ne Ye Safer
Ikhtiyaar Kar Liya Hai
Khud Ko Azaab-e-Jaan Main
Giraftaar Ker Lia Hai
Haan…!!
Main Ne Mohabbat Pe Aitbaar Ker Liya Hai
Post a comment / SMS