Na Maza Hai Dushmani Mein
Ajab Apna Haal Hota Jo Visaal-E-Yaar Hota, Kabhi Jaan Sadaqe Hoti Kabhi Dil Nisar Hota, Na Maza Hai Dushmani Mein Na Hai Lutf Dosti Mein, Koi Gair Gair Hota Koi Yaar Yaar Hota, Ye Maza Tha Dillagi Ka K Baraabar Aag Lagati, Na Tumhe Qaraar Hota Na Hame Qaraar Hota,
Tere Waade Par Sitamagar Abhi Aur Sabr Karte, Agar Apni Zindagi Ka Hame Aitabaar Hota..!!!
on October 17th, 2011 at 3:06 pm
u ishq kia k ishq main apni khabr na rak saky,
teri rah main u khaq khaq houi k zmana sar sy guzr gia