Valentines day sms ,April fool sms 2014, Easter sms Wishes, Love quotes sayings, Romantic sms messages poetry & Sad text messages in Urdu and Hindi

nama gaya koi na koi namabar gaya – Seemab Akbarabadi

Sms posted in category Guzar,Zindagi Shayari by Anila

nama gaya koi na koi namabar gaya
teri khabar na aayi zamana guzar gaya
hansata hun yun ki hijr ke raten guzar gain
rota hun yun ki lutf-e-dua-e-sahar gaya
ab mujh ko hai qarar to sab ko qarar hai
dil kya thahar gaya ki zamana guzar gaya
ya rab nahi main vaqif-e-rudad-e-zindagi
itna hi yaad hai ki jiya aur mar gaya

Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Seemab Akbarabadi

This SMS message is submitted under following tags ,, , , ,

One Response to 'nama gaya koi na koi namabar gaya – Seemab Akbarabadi'

Subscribe to comments with RSS or TrackBack to 'nama gaya koi na koi namabar gaya – Seemab Akbarabadi'.

  1. Ganesh Dore said,

    on June 15th, 2016 at 3:43 am

    Translation please ???? [email protected]

Post a comment / SMS