Tadapte Dil Ko Tasalli Ka Hath Kafi Hai
Tadapte Dil Ko Tasalli Ka Hath Kafi Hai
Mere Wajud Ko Teri Hayat Kaafi Hai
Jo Dur Thi Wo Nzdik A Gyi Mnzil
Mere Safar Me Bs Tera Saath Kaafi Hai..!!!
Tadapte Dil Ko Tasalli Ka Hath Kafi Hai
Mere Wajud Ko Teri Hayat Kaafi Hai
Jo Dur Thi Wo Nzdik A Gyi Mnzil
Mere Safar Me Bs Tera Saath Kaafi Hai..!!!
Yun Na Sahi Kabhi Aya Bhi Karo
Z
Bewajaa Him Se Rishta Naa Toroo..!!!
Ay Dil e Bekhabar Abhi Kya Hai
Janta Bhi Hai Ashqi Kya Hai
Sabab Jor-e-berukhi Kya Hai
Kuch Kaho Wajh-e-barhami Kya Hai
Jaane Wala Chala Gaya Ab To
Nig-he-shauq Dekhti Kya Hai
Yaad-e-monis Hai Gam Gusar Hai Dil
Shaam-e-furqat Me Bekasi Kya Hai
Jee Raha Hun Tere Bagair Magar
Ek Musibat Hai Zindagi Kya Hai
Juz Tere Kya Talab Karun Tujh Se
Mujh Ko Tere Sewa Kami Kya Hai
Partawe Husn Roo-e-dost Hai Yeh
Maah-o-anjum Mein Roshni Kya Hai
Dosti Mere Bakht Se Hai Tujhe
Mujh Se Ai Neend Dushmani Kya Hai
Apne Bas Hi Ki Jab Nahi Akhtar
Haai Aisi Bhi Zindagi Kya Hai..!!!
Usy Mujh Se Door Hue Ek Arsa Ho Gaya
Fir Bhi Mere Khayal Se Uska Noor Dhundala Na Hua
Ek Waqt Tha Jab Aitbaar-e-mohabbat Ka Aalam Arsh Pe Tha
Aur Ab Kisi Bhi Hasina Ke Noor-e-mohabbat Pe Yakeen Aata Nahi..!!!
जानता हूँ बेवफ़ा हो, एक दिन मुझे बर्बाद करोगी,
दिल फिर भी अपना दे रहा हूँ, तुम भी क्या याद करोगी.. ?
Gham The Mere Hui Barsaat Teri Aankho Se
Sab Ne Jaane Mere Haalaat Teri Aankho Se
Lab Hilaane Ki Bhala Mujhko Jaroorat Kiya Hai
Aankhen Krti Hai Meri Baat Teri Aankho Se..!!!
जब दिल हो हद से जयाद खुश तो
आखों से छलक जाते हैं ऐ आँसू !!
जब चोट लगे इस दिल को तो
आखों से बह निकलते हैं ऐ आँसू !!
हम लाख दबा ले इनको निगाहों में
खूद-ब-खूद बह निकलते हैं ऐ आँसू !!
कोई मिलें या खो जाये जब अपना
दरद और खुशी का पहचान देते हैै ऐ आँसू !!
हम लाख छिपा ले किसी से हाल अपना मगर
दिल का हाल सुना देते हैं ऐ अाँसू !!
दिल तड़पता हैं “संजय” का कभी जब रोता है
कहते हैं दरद जिसे वही दरद तो हैं ऐ आँसू !!
Momin Ki Misal Tarazu Ke Palrey Jaisi Hai
Jiss Qadr Uska Emaan Main Izafa Hota Hy
Utnni Hi Usski Azmeish Brhti Hy
Hazrat Imam Ali (A.s)..!!!
Azeem Hain Woh Log Ju Shadat Ka Intekhaab Krty Hain
Lkin In Sy Bhi Azeem Woh Log Hain
Jinnka Intekhab Khud Shadat Krti Hai “
Hazrat Imam Ali (A.s)
Khush Ikhlaq Logoun Sy Khush Ikhlqi Sy
Peish Anna Kamaal Nhi
Mgr Baad Ikhlaq Logon Sy
Khush Ikhlqi Sy Paish Anna Kamaal Hy
Hazrat Imam Ali (A.S)..!!!
Mola Ali A.s Said
Badtareen Hai Wo Shakhs Jo Bakashish Ki Umeed Pr
Gunah Kry Aur Zindige Ki Umeed Pr Toba Ko Multvi Rkhy!!!…..
Jo Tumhari Qadar Nhi Krta Tum Uski
Or
Bhi Ziyda “Qadr” Kro, Kyun Keh
Zindgi Ky Kisi Moor Pr Usy Tumhri “Qadr” Ka “Ehsaas” Zaroor Hoga
Hazrat Ali (A.s)
Ameer-ul-Momineen Hazrat ALI (a.s) Ne Frmaya;
“Jisne Apni Zaban Ki Hifazat Ki ALLAH Usski Izzat Ki Hifzat Kry Ga.”
Mshkt-ul-Anwar pg#408..!!!
Hazrat Ali (R.A) Said
Jab Kisi Dil Pasand Cheez Ki Qadar Bar Jati Hai Tu
Uss Ky Kho Jaane Ki Musibaat Bhi Baarh Jaati Hy..!!!
Mushkilat Hamesha Behtreen Logon K Hise Mein Aty Hain,
Kyun Keh Woh Usko Bhetreen Tariqy Sy Anjam Deny Ki Salahiyt Rakhty Hain?
Hazrat Ali (R.A.)..!!!