Qasida Hussain (A.S) Ka
Andaz-E-Bandagi Hai Nirala Hussain (A.S) Ka,
Sajdon Me Lajawab Hai Sajda Hussain (A.S) Ka,
Bedagh Zindagi Ka Yahi To Kamal Hai,
Har Shakhs Parh Rha Hai Qasida Hussain (A.S) Ka
Andaz-E-Bandagi Hai Nirala Hussain (A.S) Ka,
Sajdon Me Lajawab Hai Sajda Hussain (A.S) Ka,
Bedagh Zindagi Ka Yahi To Kamal Hai,
Har Shakhs Parh Rha Hai Qasida Hussain (A.S) Ka
on June 14th, 2012 at 2:58 pm
pathrow ka bhi ho jata hay kaleja mom
tary akbar(a.s)tary asghar(a.s)ki kahani ya hussain (a.s)
on June 14th, 2012 at 3:02 pm
jub kahi sailab aya hay to yeh samja ho may
dhondta phirta hay aab bhi tuj ko pani ya hussain(a.s)
ya huusain(a.s) tary chahny walo ki khair)
Salam ya Hussain(a.s)
on June 1st, 2014 at 1:07 pm
Ali ka lal hai woh nabi ka hai woh nawasa ,
Jo apne dushmano ko bhi na dekh saka pyasa .
on June 11th, 2014 at 9:10 pm
gum e shabbir ke gumkhar hai hum loog khate hai hindhu azadaar hai hum ( hindu azadarr b.b)
on October 24th, 2014 at 9:14 pm
ya ali madad….
on October 30th, 2015 at 7:20 am
Hear Touching So Beatiful
on June 30th, 2016 at 1:30 pm
Sukran ALLAH
on October 2nd, 2016 at 9:52 pm
*Kitni Kashish Hai Dekho Moharram Ke Chand Me*
*Ek Bewatan Ne Sabko Watan Me Bula Liya….*
Salam Ya Mola Hussain A.s