Rone Ki Wajah Na Hoti Thi
Bchpan Ka Zamanna Hota Tha,
Khushiyun Ka Khazna Hota Tha,
Chahat Chand Ko Pany Ki,
Dil Titlee Ka Diwana Tha,
Rony Ki Wajah Na Hoti Thi ,
Haasny Ka Bahna Hota Tha,
Khabr Na Thi Subha Ki Na Shaaam Ka Thakna Hota Tha,
Dadi Ki Kahaani Hoti Thyi Paryoun Ka Fasna Hota Tha,
Umaar Ki Zubaan Na Hoti Thi,
Na Nazmoon Ka Paymaana Hota Tha,
Baarish Mein Kaagz Ki Kashti Hr Mausam Suhna Hota Tha,
Woh Khel Woh Saathi Hoty Thy Hr Rishta Nibhna Hota Tha..!!!
Post a comment / SMS