Valentines day sms ,April fool sms 2014, Easter sms Wishes, Love quotes sayings, Romantic sms messages poetry & Sad text messages in Urdu and Hindi

Sad Love Poetry

Sms posted in category Sad Shayari by kiran

74cbc4c4a07040d16c5e84e5337dc96a_1024

Kaha Tha os Ne Apna Bana k Choron ga

Phir hoa Bhi ye Apna Bana K Chor Diya

This SMS message is submitted under following tags ,

16 Responses to 'Sad Love Poetry'

Subscribe to comments with RSS

  1. R. M. Dixit said,

    on February 17th, 2014 at 7:13 pm

    Teri khatir sitam dil per gawaraa ker liya maine,
    Kahaa kisne mohabbat se kinara kerr liya maine !

    Jo khushi se chot khaaye wo jiger kahan se laaon,
    Kisi aur ko jo dekhe wo jiger kahan e laaon.

  2. R. M. Dixit said,

    on February 17th, 2014 at 7:14 pm

    Teri khatir sitam dil per gawaraa ker liya maine,
    Kahaa kisne mohabbat se kinara kerr liya maine !

    Jo khushi se chot khaaye wo jiger kahan se laaon,
    Kisi aur ko jo dekhe wo nazer kahan e laaon.

  3. R. M. Dixit said,

    on February 17th, 2014 at 8:14 pm

    Baharen bach daali foonk dala aashiyaane ko,
    Zatra si raakh rakhli bewafaa tere dikhaane ko !

    E pyaar teri duniya se ham bas itni nishaani le ke chale,
    Toota hua dil saath raha ek roti jawaani le ke chale.!

  4. ZUBAIR TANOLI said,

    on February 19th, 2014 at 7:15 am

    YEH JO PATHAR HY AADMI THA KABI….
    IS KO KHTY HEN INTEZAR MEIAN….

  5. Badri Nath Vashisth said,

    on February 19th, 2014 at 9:12 am

    मुझे कोई गम नही के
    तुम्हे फुरसत नही हमे मिलने
    खुद को मिलाने को
    बस डर है कही रह ना जाए
    दिलो मे आईना बन कर इक दूजे के
    जमाना देख रहा है नजारा हमारी दूरी का
    बहुत बैठे है ताक मे
    तुझे अपना बनाने को
    Muje koi gum nhi tumhe
    fursat nhi milne khud ko milane
    bas dar h khi reh na jaye
    dilon me ek ina bankr
    bhaut h Bethe tak me tuje apna bnane ko

  6. A.Ahad barech said,

    on February 19th, 2014 at 11:12 am

    sikha di na tumhy bewaffai iss duniya ne

    Aur ek tum ho jo seekthy ho hum phr E aazmaty ho 🙁

  7. shaikh junaid said,

    on February 20th, 2014 at 4:07 pm

    Manzar Hai Wohi Thathak Rahi Hun
    Hairat Se Palak Jhapak Rahi Hun
    Ye Tou Hai Ke Mera Wehem Hai !
    Band Aankhon Se Tujh Ko Tak Rahi Hun

  8. Fawad Qurashi said,

    on February 21st, 2014 at 3:31 am

    wo kehta tha k tum mery ho itna yaad rahkna fawad
    phir ek din shsa aya k wo he shaks mujhe mohobat k bazar
    me nelaam kar gaya

  9. Fawad Qurashi said,

    on February 21st, 2014 at 3:33 am

    kal jo shaks meri zindagi ki dua magty thy
    fawad
    Aj Wahi shaks meri Maut Ki Dua Mangty hein

  10. Fawad Qurashi said,

    on February 21st, 2014 at 3:36 am

    Ay Kaash K Koi HaMaRa Bhi Wafadar yaar HoTa
    Fawad
    SeeNa Taan K ChaLteY Be”wfaon Ki GaLiYon Main

  11. Fawad Qurashi said,

    on February 21st, 2014 at 3:37 am

    Nafrat Mili….
    TO Ansu Na Niklay….

    Mohabat Mili…
    TO Kyun Phoot Kar Roye…..???

  12. Fawad Qurashi said,

    on February 21st, 2014 at 3:38 am

    Ho sakti hai mohabbat zindagi mai dobara bhi
    Fawad
    Bas hosla hona chahye aik bar phir se barbaad hone ka

  13. Md Zafar Iqbal(Shyamnagar,Garulia) said,

    on February 22nd, 2014 at 12:49 pm

    Zakhm De Ke Mujh Ko Khud Muskura Rahi Ho. Wadah Kiya Tha Aur Kya Nibha Rahi Ho. Ghunghat Main Chand Lakar Jalwa Dikha Rahi Ho. Aur Mere Dil K Khoon Se Manhidi Laga Rahi Ho

  14. Md Zafar Iqbal(Shyamnagar,Garulia,8100076762) said,

    on February 22nd, 2014 at 12:50 pm

    Zakhm De Ke Mujh Ko Khud Muskura Rahi Ho. Wadah Kiya Tha Aur Kya Nibha Rahi Ho. Ghunghat Main Chand Lakar Jalwa Dikha Rahi Ho. Aur Mere Dil K Khoon Se Manhidi Laga Rahi Ho.

  15. syed shamsh tabrez said,

    on February 22nd, 2014 at 7:10 pm

    aye khuda mere dushman
    slamat rakhna warna mere marne ki dua kon karega

  16. umer said,

    on February 23rd, 2014 at 5:23 pm

    hy

Post a comment / SMS