Tum Bhoolna Chaho Gay Tu Yaad Aaonga Mein
Tum Bhoolna Chaho Gay Tu Yaad Aaonga Mein
Aankhon Mein Ashk Chupaoogay Tu Yaad Aaaonga Mein
Yeh Khizaayein Bhi Baharoon Mein Badal Jayein Gi
Phool Par Hont Jhukaoo gay Tu Yaad Aaonga Mein
Mein ke Chun Laita Tha Palkoon se Tumhare Aansoon
Tum Kabhi Ashk Bahao Gay Tu Yaad Aaoonga Mein…
on September 18th, 2014 at 5:30 am
kabhi udass sham me..
tanha rahon me..
kabhi jo me tooth k bikhron tum mujhe samait lena..
be-Wajha gumzaon me kho jaun..
tum dhoond lena mujhe apna bana lena..
yun ruswa mat karna mujhe tum samait lena..