Uss Ne Mujh Ko Bhulaaya Hoga
Kitni Azziyat Say Uss Ne Mujh Ko Bhulaaya Hoga
Meri Yadoon Ne Ussay Khoob Rulaaya Hoga
Baat Be-Baat Aankh Uss Ki Jo Chhalkee Hogi
Uss Ne Chehre Ko Baazuon Main Chupaaya Hoga
Socha Ho Ga Uss Ne Din Main Kaee Baar Mujhay
Naam Hatheli Par Bhi Likh Likh Kay Mitaaya Hoga
Jahan Uss Nay Mera Zikkr Suna Hoga Kisi Say
Uss Ki Aankhon Main Koi Aansoo Tou Aaya Hoga
Raat Ke Bheetnay Tak Neend Na Aai Hogi Tujhay
Tunay Takkiye Ko Bhi Seenay Se Lagaaya Hoga
Hokay Nidhaal Meri Yadoon Se Tunay Jaana
Meri Tasveer Pe Sar Apna Tikaaya Hoga
Poocha Hoga Jo Kisi Ne Tere Halaat Ka Sabbab
Tunay Baaton Main Khoob Uss Se Chupaaya Hoga
on September 17th, 2014 at 8:10 pm
PHOOL NA DOBARA KHILTA
JANAM NA DOBARA MILTE
HAZAROO GALTIA MAF KARNE BALI MAA BAAP DOBARA NEHI MILTE
on September 30th, 2015 at 2:20 pm
dil ko chhu lene wali shayri kaise likh paate ho aap log___asi shayri ko likhne ke liye muhabbat me gahra experiance ki jarurat hoti hai___Pata nhi aap ne kitne jakhm khaye honge ishq muhabbat me
on December 1st, 2015 at 1:57 pm
zakham kiya khaye hain hm ne?
mohabbat ki thi dil se…..bs barbaad ho gaye…..12 saal piyaar kiya tha me ne….us ne sirf 2 baat kahi ,…k,.. me tm se piyaar nh krti….pehly piyaar ka izhaar bh..us ne..kiya ..to,,,usne, dil toorraa to kiya hwaa,… bhai… bs ail baat…yaad rakhna,,,,girls xewafa hoti hain….is liye…xewafa billi ….piyaar se naam rakha h me ne uska…..i m alone..but..happy….
on January 1st, 2016 at 2:58 pm
Kitni Azziyat Say Uss Ne Mujh Ko Bhulaaya Hoga
Meri Yadoon Ne Ussay Khoob Rulaaya Hoga
Baat Be-Baat Aankh Uss Ki Jo Chhalkee Hogi
Uss Ne Chehre Ko Baazuon Main Chupaaya Hoga
Socha Ho Ga Uss Ne Din Main Kaee Baar Mujhay
Naam Hatheli Par Bhi Likh Likh Kay Mitaaya Hoga
Jahan Uss Nay Mera Zikkr Suna Hoga Kisi Say
Uss Ki Aankhon Main Koi Aansoo Tou Aaya Hoga
Raat Ke Bheetnay Tak Neend Na Aai Hogi Tujhay
Tunay Takkiye Ko Bhi Seenay Se Lagaaya Hoga
Hokay Nidhaal Meri Yadoon Se Tunay Jaana
Meri Tasveer Pe Sar Apna Tikaaya Hoga
Poocha Hoga Jo Kisi Ne Tere Halaat Ka Sabbab
Tunay Baaton Main Khoob Uss Se Chupaaya Hoga
on February 26th, 2016 at 4:26 pm