Ye kya jane mein jana hai, jate ho khafa hokar – Seemab Akbarabadi
Ye kya jane mein jana hai, jate ho khafa hokar
main tab janu mere dil se chale jao juda hokar
qayamat tak udegi dil se uthakar khak aankhon tak
isi raste gaya hai hasaraton ka kafila hokar
tumhin ab dard-e-dil ke naam se ghabraye jate ho
tumhin to dil mein shayad aaye the dard-e-ashiyan hokar
yun hi hamdam ghadi bhar ko mila karte to bahatar tha
ke dono waqt jaise roz milate hain juda hokar
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Seemab Akbarabadi
on March 27th, 2013 at 12:31 pm
Teri bhen ki chut ku6 qualty le kar a randi baaj
on April 10th, 2013 at 2:55 am
Apne dil ka dard batayain kiss ko,
Kaun kya bhool gaya hai yaad dilaaye kiss ko,
Ruth jaate to manana dushwaar naa tha,
Jab wo tallukh hi naa rakhe to manain kiss ko.